Pehle ghanti
Listing asli hai ya bas ek photo? Phone ghuma ke confirm karta hu ki room sach mein khaali hai.
Kota · Hostels & PG
5 WhatsApp groups aur band Justdial numbers chhod. Coaching bata, Chintu campus ke paas verified hostels nikaal dega.
Sunrise PG
200m to Allen
कोटा, सच में
0+
students. हर साल.
Bikhri listings. Band numbers.
दलाली, aur saal bhar advance.
Ek bhi dhang ki verified list nahi thi.
तीन स्टेप
Allen, Resonance, Motion, Vibrant ya PW. Phir kaunsa campus.
Budget, ladka/ladki, AC, mess khana. Teen tap mein khatam.
Campus ke paas verified hostels ka shortlist. Seedhi baat, ek tap.
bas itna hi. sach mein.
चिंटू की सुई-धागा
Scroll kar — Chintu har hostel mein ye 6 cheezein ek-ek karke khud check karta hai, tab jaake mohar lagti hai.
side swipe kar → · Chhe ke chhe theek. Tab jaake mohar lagi. ✦
ApnaKamra Stamp Office
Coaching Capital · Kota · Rajasthan
₹100
judicial
वादा पत्र
screenshot le le · yeh likhit hai
Main, Chintu (s/o ApnaKamra), yeh halafnama deta hu ki:
Jo rent dikha, wahi dena. Humein hostel maalik pay karta hai, tu nahi.
Kitne mahine ka advance, site pe likha hai. Pohonch ke koi jhatka nahi.
Khud gaye, tab mohar. Nahi gaye toh saaf 'unverified'. Dono alag.
Baat direct hostel se. Tera number kisi dalal ko nahi bechte.
ApnaKamra use karna 100% free. Tujhse ek rupya nahi lete.
Papa-mummy ka sawaal? Humse baat karo, bot se nahi. Asli insaan se.
Chintu ✦
Deponent · tumhara apna banda
👍 angootha laga diya
Attested · ApnaKamra
Vaada tod diya toh Chintu ki naak kategi.
neeche scroll = side mein chalega
“Bhai mess ka khana ghar jaisa hai, maa bhi khush 😋”
“2 din mein room mil gaya, dalali zero 🔥”
“Campus se 200m, subah 5 baje bhi late nahi 😅”
“Papa ne 'Verified' dekh ke turant haan bola ✅”
गिनती बोलती है
लिस्टेड
Hostels mapped
Poore Kota ke, ek jagah
वेरिफाइड
Khud verified
Chintu jaake dekh aaya
इलाके
Areas covered
Har coaching ke aas-paas
दलाली
Brokerage
Tere se kabhi nahi
Jitna dikhaya, utna sach. Baaki jab verify hoga, tab batayenge. ✦
Coaching batao. Hum campus ke paas verified hostels line-up karenge, phir WhatsApp pe seedha connect.